Sapna Re Sapna - Ek Thi Daayan

The song is sung by Padmanabh Gaikwad, a 12 year old boy, composed by Vishal Bhardwaj and written by Gulzar.
Credits and Details
Film: Ek Thi Daayan
Song: Sapna Re Sapna
Singer: Padmanabh Gaikwad
Lyricist: Gulzar
Composer: Vishal Bhardwaj
Star Cast: Emraan Hashmi, Kalki Koechlin, Konkona Sen Sharma, Huma Qureshi
Music Label: Sony Music
Lyrics
hmm hmm mm...

Sapna re sapna, hai koi apna...
Ankhiyon mein aa, bhar jaa...
Ankhiyon ki dibiya bhar de re nindiya...
Jaadu se jaadu kare jaa...
Sapna re sapna, Hai koi apna...
Ankhiyon mein aa bhar jaaa na...
Ankhiyon ki dibiya bhar de re nindiya...
Jaadu se jaadu kare jaaa na...

Bhoore bhoore baadalon ke bhaalu...
Loriyaan sunaaye la ra ra ru...

Bhoore bhoore baadalon ke bhaalu...
Loriyaan sunaaye la ra ra ru...

Taaron ke kanchon se, raat bhar khelenge...
Sapno mein chanda aur tu...
Sapna re sapna, Hai koi apna...
Ankhiyon mein aa bhar jaa...

Peele peele kesari hain gaanv...
Geeli geeli chandni ki chhanv...

Peele peele kesari hain gaanv...
Geeli geeli chandni ki chhanv...

Bagulon ke jaise re doobe huey hain re...
Paani mein sapnon ke paanv...

Sapna re sapna, Hai koi apna...
Ankhiyon mein aa bhar jaa...
Ankhiyon ki dibiya...
Bhar de re nindiya...
Jaadu se jaadu kar ja...
Sapna re sapna (Sapna re sapna)...
Ankhiyon ki deebiya (Ankhiyon ki deebiya)...
Sapna re sapna... hmm hmm mm...
Ankhiyon ki deebia hmm hmm mm...
Music Video
Video not released yet.
will be updated soon
Share This Post In Your Favourite Social Network

0 comments:

Copyright © 2012 Songs Buzz.